❤️❤️❤️

Nisha Jii ❤️ Mere dil ki baat suno... 😍

"Tumhare bina zindagi suna lagta hai, 🌹
Har pal tumhari yaadon mein beetane ka man lagta hai. 💕
Tumse bat karo to esa lgta hai jaise apna koi hai 💕
Kya tum mere dil ke ehsaas samajh paogi? 😘
Time le lo sochne ka, par ek baar haan keh do... 🥰
Main hamesha tumhara intezaar karunga... 💖
Tumhare sath samay bitana chahta hu, ❤️
har khushi aur gham mein saath rahna chahta hu. 🌟"

- Tumhara Vikash ❤️

ye koi bollywood ki kahani nhi, ye to meri apni kahani hai.
kahani pe tumhare sath chalna chahta hu.

A romantic image

Koi baat nahi, lekin ek wajah toh batao... 😇
Is bar nadani me koi decision mat lena
Krishna Kahte hai ki
"Jab dil confused ho, toh thoda waqt do,
Shayad waqt ke sath sab kuch clear ho jaye."
Apne dil ki suno, aur jo sahi lage wo karo. ❤️
Achcha Nhi lagta mujhe tumhara confused rehna.
No kahana to mere liye ek dard ke saman hai


Website badi mehnat se banayi hai, reject mat karna! 🥺❤️